Keyboard Function Keys F1 to F12 Kya Hoti Hai

Computer ka used karna to hum sab jante hai lekin computer ke key word ke shortcut ka used karna har kisi ko nahi aata hai our jinko used karna aata hai wo user key word ka used badi hi aasani se kar leta hai our aapne kaam our time dono ki bachat kar lete hai lekin kai log ise bhi hote hai jinhe key word ke shortcut ka used karna to aata hai lekin key word ke upar diye gaye F1 se lekar F12 tak ke key word ko used karna nahi aata hai parntu aap ko yah jaan kar pareshaan hone ki koi jaurat nahi hai kiyuki aaj hum aap logo ko is function ke bare me hi batane wale hai ki in F1 se F12 tak ki key word ko kiss kaam me our kiss tarah se used karna hai to aaye jante hai inke bare me

Function Key – F1

yaadi aap computer ko on karte hi F1 ka button ko dabate hai to computer par setting ka page open ho jata hai our thodi hi der me F1 ko damane par help ka page open ho jata hai is ke liye Aaise aap kisi bhi program me open kar sakte hai phir chahe ho ms word ho ya paint brush aap F1 dabakar help menu ko direct open kar sakta hai.

Function Key – F2

Agar aap ko kisi bhi folder ko rename karna ho to aap use F2 ke button ka used kar sakte hai our is ke liye aap ko ek baar us folder par click karna hoga phir F2 dabaye folder par rename karne ka option aa jayega our is ke alava aap ms word me ctrl+F2 dabakar file ka print bhi dekha sakte hai.

Function Key – F3

Yaadi aapkp apne pc me kisi bhi tarah ki koi file ya document, song ya video ko search karna hai to aap window menu me jakar ke search karne ki koi jarurat nahi hai kiyuki ap apne desktop par hi F3 dabakar direct search kar sakte hai.

Function Key – F4

Apne computer me kisi bhi program ko close karne ke liye computer ko shut down karne ke liye aap F4 ko ek shortcut ke roop me bhi used kar sakte hai is ka used karne ke liye Alt+F4 dabana hoga.

Function Key – F5

Kisi bhi computer me sabse jyada used kiya jane wala key word hai F5 Aaise aap desktop ko refresh kar sakte hai wahi yaadi app internet ka used kar rahe hai to aap us web page ko bhi refresh kar sakte hai.

Function Key – F6

Yaadi aap internet ka used karte hai to F6 aapke liye bade hi kaam ki cheeje hai kiyuki agar aap ko internet me kisi bhi website ke Address ko select karna hi to aap F6 ko click kar ke us web page ke Address ko select kar sakte hai.

Function Key – F7

Is key ka used ms word me Spelling ko check karne ke liye used kiya jata hai.

Function Key – F8

Is key word ka used ms office me kiya jata hai iska used kisi bhi word ko select karne ke liye kiya jata hai.

Function Key – F9

F9 ka used ms office me kisi ko bhi mail send karne ke liye kiya jata hai.

Function Key – F10

Agar aapke pass mouse ka right click kaam nahi kar raha hai to aap f10 ka used kar sakte hai kiyuki iska used menu ko open karne ke liye kiya jata hai Aaise shift ke sath used kiya jata hai.

Function Key – F11

Yaadi aap kisi bhi program ka used kar rahe hai to jaise word ,excel xhrome aadi use full screen view me dekhai ge our wapas normal karne ke liye dobara se f11 hi dabaye .

Function Key – F12

Ms office me me kisi bhi file ko save as karne ke liye aap ko f22 ka used kar sakte ahi shift+F12 karne se wahi save ho jata hai.

Gboard-Google Keyboard से Mobile पर करे सबसे Fast Typing जानिए Feature ओर Import Settings

Kyu Hoti Hai Keyboard Key F or J Par Underline

keyBoard Ke Most Important Shortcut Jo Apke Work Ko Kar Dege Aasan

Related Posts

वैलेंटाइन डे पर इन गैजेट्स से करे अपने पार्टनर को खुश

7 तारीख से ही वेलेंटाइन वीक शुरू हो जाता है ऐसे में लड़का हो या फिर लड़की दोनों ही एक दूसरे को कई तरह के सरप्राइज गिफ्ट दे कर उन्हे खुश करना चाहते है, लेकिन कई बार वह इस दुविधा मे पढ़ जाते है की वह अपने प्यार को क्या सरप्राइज गिफ्ट दे की वह यादगार बन जाए।

10 हजार रुपये से कम में आने वाले बेस्ट स्मार्टफोन

मार्केट में भले ही महंगे स्मार्टफोन का बोलबाला हो, लेकिन आज भी कम कीमत के स्मार्टफोन की सबसे ज्यादा बिक्री होती है. महंगे स्मार्टफोन लेना हर किसी…

important things before buying apple iphone 15

iPhone 15 खरीदने से पहले रखें इन बातों का ध्यान

Apple iPhone 15 :- एप्पल आईफोन की दीवानगी हमारे देश में ही नहीं बल्कि पूरी दुनिया में है हर कोई इस फोन का दीवाना बना हुआ है….

Whatsapp Channel Kaise Banaye Full Details In Hindi

WhatsApp Channel कैसे बनाएं? जानिए पूरी प्रोसेस

Whatsapp Channel Kaise Banaye Full Details In Hindi :- अब आप व्हाट्सप्प पर भी Channel बना सकते हैं. व्हाट्सप्प ने अपने Application में अपडेट देते हुए Channel…

how to Download Instagram Reels

बिना किसी एप के ऐसे करें Download Instagram Reels

पहले एक जमाना हुआ करता था जब लोग यूट्यूब पर लंबे-लंबे वीडियो देखा करते थे. लेकिन आजकल लोग Reels और Short Video देखते हैं. अगर आप एक…

iphone 5g network tips

iPhone पर नहीं चल रहा 5G Network, अपनाएं ये 6 ट्रिक्स

5G Network का विस्तार पूरे देश में किया जा रहा है. देश के कई हिस्सों में 5जी नेटवर्क सुविधा शुरू हो चुकी है वहीं कुछ जगह पर…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *