Passport के लिए ऑनलाइन आवेदन कैसे करें

Jab se desh Digital hua hai jab se jyada se jyada log internet ka used karne lag gaye hai . Our is tarah se hamaare India me bhi kai tarah ki service bhi badti ja rahi hai . Our isi tarah se jo kaam karne me hame kai mahine our saal lag jate the wah kaam aaj kal kewal chutki bajate hai ho jata hai. kiyuki ki ab hamaare sare kaam online hone lag gaye hai . phir hame aapne PAN card ke liye Apply karna ho ya phir aapna Aadhaar card ki digital photo copy nikalwani ho.

Passport ka to naam lete hai pehle logo ko tension hone lag jati thi kiyuki passport banwane me logo ko bahut hi dikat aati hai . Our esye banwane me kai mahine bhi lag jate the isi liye kai log to Agent ko paise de kar bana wana padta tha. Aaise logo ka khana hai ki unhe sarkari office wale unka kaam karne me bahut hi time lagate hai. our is kaam ko karne me wo ek se dosre office me chakkar lag wate hai. lekin ab Passport ke liye Apply karna bahut hi aasan ho gaye hai.our isme aap ko kisi bhi Agent ki jarurat bahi padegi .

How to Apply for Passport Online

1.Sabse pehle aap passport ki website par jaye. (Passportindia.gov.in)

2.Registration karne ke liye aap ko new user wale box par click karna hoga .

3.Is ke baad aap passport sewa ki website par jaye our jis bhi city me aap rah rahe hai us passport office ko select kare . our yah bhi dhyaan rakhe ki aap ka naam aap bilkul waise hai likha ho jaise ki aapke baki ke document me likha huwa hai.

4.Is ke baad aap Register par click kar de.

5.Ab aapne aapna Account create kar le phir passport seva ki website par waapas jaye.

6.Ab green color wale login batten par click kar de.

7.Phir aapna E-mail ID likhe our continue par click kar de.

8.Aapna E-mail password our image me bane Characters ko type kare phir login par click kar de.

9.Apply our fresh passport /reissue of passport par click kare .

10.Is ke baad aapko do option mile ge yaa to aap from ko download karke use bhare yaa phir online hi form bhare is me se jo aap ko dono option me jo karna hai aap kar sakte hai . lekin yaadi aap form ko download kar ke bharte hai to aap ko click here to download the soft copy of the form par click karna hoga. yah aapko alternative 1 page par milega .

11.Our yaadi aap ko online form bharna hai to aapko click here to fill the application form online wale option par click karna hoga jiske liye aap ko alternative 2 page par jana hoga .is ke baad ham aap ko is option ko chunne ka Signal dege kiyuki is se aap ko passport ke liye apply karne me bahut hi aasaan rahe ga .

12.Is ke agale page par aapko new passport our Re-issue, general our urgent passport banwane ke liye 38 page ya 60 page ke bich me se chunna hoga our ise aap aapni jarurat ke hisaab se bhi chun sakte hai . is ke baad aap next page par click kare .

13.Is ke agle page me aap ko apni personal jaankaari deni hogi our yah jaankaari aapke pass jo document hi un se milne chahiye . form puri tarah se bahar jane ke baad aapko niche ke left site me bane submit application ke batten par click kar de.

14.Aapna form bharne ke baad aap ek baar phir se us page par jaye jaha 9 number ka jikr kiya tha .waha par view saved / submitted application par click kare.

15.Is me aap us application ko dekha sakte hai jise aap ne abhi submit kiya tha phir is ke bagal me bane ek radio ka batten par click kare . is ke baad me pay and schedule application par click kare .

16.Is ke baad aap onile payment ko select kare our next par click kar de .

17.PSK location ke pass me hi aap Drop-down menu me se aapne hisaab se aap ek option ko chun sakte hai .

18.Image me bane Characters ko type is ke baad me next par click kar de.

19.Phir aap pay and book appointment par click kar de.

20.aapko payment Gateway page par le jaye ga . phir aapka payment pura ho jaye ga is ke baad aap ek baar phir se passport ki website par pahuch jaye ge .

21.is ke baad aap ek page dekhe ge jisme se appointment confirmation likha hoga is page par passport seva Kendra ki puri jaankaari shaamil hogi.

22.Ab aap print application receipt par click kare is me aapko agle page par aapni application ki jaankaari dikhe ge is ke liye aap ko ek baar phir print application receipt par click karna hoga.

23.Ek baar phir se aapko print application receipt par click karna ho ga tabhi aap aapni Apwaintment confirmation ki print out le payege .

24.Kiyuki aap ko is ki jarurat passport seva ke officed me entry ke liye is receipt ki print out jarura lage gi

वाहन रजिस्ट्रेशन कैसे ट्रांसफर करवाएँ, बाइक RC दूसरे के नाम करने का तरीका?

Voter ID Card Correction : वोटर आईडी कार्ड मे कैसे करें ऑनलाइन बदलाव

घर बैठे ONLINE PAN CARD बनाने के लिए अपनाएं ये आसान STEPS

आधार कार्ड मे Address, Name, Mobile नंबर Correction Online कैसे करे जानिए पूरी जानकारी

Related Posts

1 अप्रैल से बदल जाएंगे क्रेडिट कार्ड के नियम, जान लीजिए ये नियम

क्रेडिट कार्ड जरूरत कम और फैशन बहुत ज्यादा बन गया है आज के समय में अधिकतर व्यक्ति एक से अधिक क्रेडिट कार्ड का उपयोग करते हैं हालांकि…

वैलेंटाइन डे पर इन गैजेट्स से करे अपने पार्टनर को खुश

7 तारीख से ही वेलेंटाइन वीक शुरू हो जाता है ऐसे में लड़का हो या फिर लड़की दोनों ही एक दूसरे को कई तरह के सरप्राइज गिफ्ट दे कर उन्हे खुश करना चाहते है, लेकिन कई बार वह इस दुविधा मे पढ़ जाते है की वह अपने प्यार को क्या सरप्राइज गिफ्ट दे की वह यादगार बन जाए।

10 हजार रुपये से कम में आने वाले बेस्ट स्मार्टफोन

मार्केट में भले ही महंगे स्मार्टफोन का बोलबाला हो, लेकिन आज भी कम कीमत के स्मार्टफोन की सबसे ज्यादा बिक्री होती है. महंगे स्मार्टफोन लेना हर किसी…

UPI Credit Line Service)

अकाउंट में नहीं है पैसे फिर भी ऐसे कर सकते हैं Online Payment

हम किसी दुकान पर कुछ सामान लेने जाते हैं तो कई बार अनजाने में हम पैसे ले जाना भूल जाते हैं उस समय हम अपने मोबाइल से…

important things before buying apple iphone 15

iPhone 15 खरीदने से पहले रखें इन बातों का ध्यान

Apple iPhone 15 :- एप्पल आईफोन की दीवानगी हमारे देश में ही नहीं बल्कि पूरी दुनिया में है हर कोई इस फोन का दीवाना बना हुआ है….

Ayushman Card Apply Online

Ayushman Card Apply Online घर बैठे स्मार्टफोन से बनाएं आयुष्मान कार्ड

Ayushman Card Kaise Banaye In Hindi :- प्रधानमंत्री जन आरोग्य योजना के अंतर्गत भारत सरकार ने आयुष्मान कार्ड योजना को प्रारंभ किया है. आयुष्मान कार्ड योजना के…

This Post Has One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *