Agar apko kai log hatho me mobile liye bich – bich me chale hoye our screen par Koch karte najar aye to surprised mat ho na kiyu ki sabhawana hai . we logo Pokemon Go Games khel rahe ho ji ha is Games ne popularity ki sari hade paar kar di hai. Har dosra vykati is ke bare me hi baat kar raha hai. Andaja isse hi lagaya ja sakta hai. Ki release hone ke baad hi 1 week ke andar hi yah tindara se jyada popularity ho gaya hai .
Pokemon GO jisaki beginning 20 saal pehle 1995 me hoi thi. Is video Games ne kai Comic book, movie our television series ke liye inspiration ka kaam kiya hai . Agar apne yah games kabhi nahi khelaa hai. To aap is ki pachan pyare dikhne wale detyo se kar sakte hai .
Pokemon GO is Series Letasta Games hai. Yah smart phone ke liye pehla games hai. Niyanatika Labs ready kiya hai . is company ne pehle bhi esa hi games Ingress banaya tha. Jo jyada safal nahi howa esa lagta hai. Ki Pokemon GO Go ke jariye company ne hit formula haasil kar liya . apko Pokemon GO ke bareme detail se batate hai.
1.# Pokemon GO Ek smart games hai. Jo Nintendo ke classic Pokemon GO games par adharit hai.
2.# Yah Android our iOS mobile platform ke liye hi available hai ise abhi official toor par India me lunch nahi kiya gaya hai . Agar apke pass Android phone hai . to aap ise Asani se download kar sakte hai .
3.# Is games me aap phone ke camera ka used karke pyare poke mone ko pakad kar points haasil kar sakte hai. Aap in Pokemon GO ko Training bhi de sakte hai . our unka used jims wale Battle me bhi kiya ja sakta hai.
4.# Is games ko release hoye abhi ek week bhi nahi hoye hai our Pokemon GO tindara se jyada popularity ho choka hai.
5.# Pokemon GO haasil karne our gyms me ladne ke liye apko real duniya me chalna hoga aap jab bhi chalege our mudege games ke Andar apko character bhi chale our mudegaa.
6.# Pokemon GO Eggs ko Hatch karne ke liye apko ek Nirdharit doori chal kar decide karni hogi Alag kism ka Egg haasil karna hai. Pokemon GO pane ke liye 10 km tak chalne ke liye taiyaar rahiye .
7.# is Games ko khelne ke liye log gharo se bahar nikal rahe hai. Badi hi ajibo –gribo story samne aa rahi hai. Ek Pokemon GO khiladi ko to shaw mil gaya tha.
8.# niyanatika Pokemon GO ki maag se bahut khushi hai. Twitter par jyadatar logo ki yahi shikayat hai. Ki games ka server kai baar dheema pad raha hai isi wajah se games ko bhi abhi International market me pesh nahi kiya gaya hai.
9.# Agar aap iphone used karte hai. To yah games apke Google Account ka poora access haasil kar leta hai. Yah is games ke liye bahut jyada hai company ko feeling ho choki hai . ki yah galat hai .our aane wala updateme is kami ko door kiya jaye jayega .
10.# Pokemon GO Pocket Monsters ka chota wajrn hai Original games ko ese banaya gaya tha ki bache bahar janakar our saman ko collected karne ka feeling pa sake new games me ise real tor par lago kiya gaya hai .
Free Android Mobile Game कैसे बनाए