Google maps ek web mapping service Application our technology hai jiske dawara google map website google right finder google Transit our google maps API ke madhym se tisare party ki website me Google Maps Embed API ke sath kai maps par Based service Operated hoti hai yah duniya bhar ke sabhi desho ke liye Roads ke maps available karata hai jo paidal kar ya Public transit se Travel karne walo our shahar me Professions ki khoj karne walo ke liye road yojna car ka kaam karta hai google maps karib ek dashk se hum eek jagah se dusri jagah par pahuchane me help kar raha hai
Kai log to Aaise hote hai jo puri tarah s is google map par hi Dependent rahte hai lekin kya aap log yah jante hai ki is google maps ka used keval jagah our raste khojne ke liye hi nahi kiya jata hai balki isse kai our bhi cheejo ki help li jaa sakti to aaye jante hai kuch Aaise hi wo 5 cheejo ke bare me jo used kar sakte hai.
Contents
1. Jagah ko Favorite me save kare
Yadi aapko kisi shahar ke sabse acche rasta ka pata nahi hai to aap iski help se use search kar sakte hai is ke liye aapko upar left or dikh rahe teen baar wale icon ko click karna hoga phir Your Place ka option chunna hoga is ke baad saved option par click kare our phir favorite icon par click kare dusri favorite site ko jodne ke liye + par click kare map par search karne se pehle jagah ka naam dale is ke baad aap job hi site jodna chahte hai use jod sakte hai .
2. Bina internet ke help
Google map search ka kuch part save karke rakhta hai aap dusre desh me gaye our net used nahi karte hai to yah bahut kaam ka features hai jab google map par search karte hai to save share our download ka option aata hai is option par click ka save kar le.
3. Advice in edit
Google map ke used me kuch problem ho sakti hai galt gali dukaan se lekar waisi jagah jo pass me hi hoti hai par google map App kahi our dikhata hai Aaisi problem me turnat hi in edit par click kare our use sahi data ke sath bhare.
4. Ek se jyada stop
Google map aapko ek se jyada root jodne ki Permission deta hai is liye + par click kare our map par jagah ka choose kare phir root ko Systematic karne ke liye aapko unhe khichkar lana hoga .
5. Traffic ki position
Aap jib hi dishaa me jaa rahe hai us dishaa me traffic ki halat bhi google map aapko batata hai is ke liye sabse pehle aapko uspr lift or dikh rahe teen wale icon par click karna hoga phir aapko red ,orange ,green rang ke root dekhege red root sabse jyada jaan waal hoga orange usme kam our green root normal hoga.
Google Maps को Live Traffic का हाल कैसे पता चलता है?