Kuch websites Aaisi hoti hai. jo hamare computer me block kar di gaye hai. our hame un website ka used nahi kar pa rahe hai. our used karna chahte hai. to is ke liye kuch ticks hai jo aap ko un websites jo block ho gaye hone unblock kar sakte hai.aap aapne computer kuch setting change kar in sites ko open kar sakte hai. is liye aap ko kuch aasan ticks fallow karna ho gaa .
Aapne computer ke control penal me jaakar setting change kare se yaadi aap ko kisi website ko unblock karna hai. to sabse pehle internet option ko badal de agar apke penal par due to restrictions on this Account massage likhakar nahi aata hai. to aap block hoye websites ko bahut hi Aasani se unblock kar sakte hai. our is ke liye control panel >security > restricted sites par jaye our jis bhi websites ko Active karna chahte hai. to Active kar de . site Unblock ho jayegi
Contents
1. Link ki jagah ip Address use kare
Aap url ki jagah par Ip Address ka used bhi kar sakte hai. ab aap block website ko Access bhi kar sakte hai.our is ke liye aap ko ping domain .com par Command bhejna hoga kiyuki yah aapko Ip Address milega . is ki help se aap block websites ka used kar sakte hai.
2. Google transfer ka used karna
Google transfer ki help se aap block websites ka used kar sakte hai. lekin is liye aap ko block website ka url copy karke transfer karna hoga . Aaisa karte hi ek link aapko milegi our us par click karna hoga phir websites open ho jayegi iske jariye hamne kai block websites ko open bhi kiya hai.
3. cashed version ka used kare
Is websites me ek Cached Version hota hai. jo version ka used kar aap ko block hoye Websites ko Access kar sakti hai. jab aap kisi block sites ko search karte hai . tab search Engine Automatically cashed version karne lagata hai. our isa karte hai. aapke websites ko Access karne lag jati hai.
4. proxy server
jab kisi bhi websites ko unblock karne ke liye aap ko Portable proxy server kar used bhi kiya ja sakta hai.
More : Unblock Sites, Access Blocked Websites