Kuch saalo se online shopping karte hai Trend din pe din badhta hai jaa raha hai kiyuki wo ghar baithe hai kai tarah ki shopping kar sakte hai our e-commerce company our costumer ka ek bada network banana me safal ho rahi haionline shopping karna Aaisa to bahut healthful hai kiyuki apke ek Order par apka Favorite samana apke ghar me apke samane hota hai lekin hai jitna hi apke liye healthful hota hai utna hi nukasan bhi deta hai kiyuki is me kai baar apko waha saman nahi milta hai jo dikhai deta hai our is ke alava our bhi kai cheeje hai jinka dhyan rakhna aap ke liye bahut hi jaruri hai to aaye jante hai kya hai baate.
1.Shoes & Footwear
Shoes ya footwear jaise product ke liye kuch website TRAI and BY POLICY offer karti hai ye check karne ke liye baad hi shopping kare .
2.Sale me shopping
Online sale ka labh lena chahte hai to hamesha subhah ya let night ko hi shopping kare nahi to baaki time traffic jyada hone ke wajah se problem hoti hai .
3.Feedback rating
Kai website par costumer ki feedback rating bhi dispel ho jati hai jinki rating highest hogi unhi website se shooping kare .
4.Authorized website
Website ke URL adsense par https likha hona chahiye yah bane lock ke site par click kare company ki detail sho ho rahi hai to Authorized website hai regular costumer company ki Premium membership lele.
5.Jewelry lene se bache
Online Jewelry kabhi na kharide kam Carriage ki jewelry par jyad carriage ki sil ya diamond jewelry ke fake certificate jaise problem ho sakti hai Packet food, medicine ya non Branded kapde market se hi kharide.
6.Video banaye
Online aaya parcel open karte hoye ek video banaye proof ke liye kaam aayega product kharab ya defeated hai to company ki return Complain kare.
7.Online payment
Online payment karte time me credit ya debit card ka use kare product retune hone par cash jaldi hoga payment entrance ya bank ko ek email kar bank me application de payment rook jayega our product retune hote hi apko apna paisa mil jayega.
Top 5 Shopping Website जानें कहाँ से क्या ख़रीदे
Online Shopping की Fake Websites से कैसे बचे, Click करने से पहले जानिए
Online Sale Shopping करने से पहले जान ले ये बाते
Online Shopping Website Flipkart ParKaise Banaye Account (Simple Steps)
Amazon-Flipkart पर Debit Card EMI से कैसे खरीदे कोई भी सामान जानिए पूरी जानकारी