Aaj kal har bade se chote generation tak ke har yakti ke Zuba par hai. jio sim ka naam jio sim ne india me har din ke sath Reliance jio 4G Sim Card ki dimmed badhti chali ja rahi hai. Call,data packs our behat saste plans ke karan sim milna thoda difficult ho raha hai. our log kisi na kisi tarah se sim le rahe hai. Agar aap bhi sim lene ka soch rahe hai. to is se judi kuch khaas baate apke liye jaan lena jaruri hai.
Jio sim lene ke liye ye hai jaruri Document
1. Sabse pehle customer Application form CAF fill karna hoga.
2. ID proof ( Aadhaar card pen card Aadi ) do passport size color photo , Address proof ( Electricity bill,driver’s license Aadi) bhi diye ja sakte hai.
3. CAF me sabhi document ki hoto copy (sigh ki hoye ) our photo attach karni hogi.
4.Isi ke sath apko myjio App ke dawara generate kiya gaya coupon card bhi lagegaa jisse sim activated ki jayegi.
5 September se kuch khaas jagaho par Reliance kyc (know your customer) machine bhi lagaai jayegi. Normal process se apko sim activated me kuch ghanto se kuch din tak lag sakte hai. lekin company ka dawa hai ki kyc machine se 15 minute me hoga activated.
Kya hai E-KYC
E-kyc ek Aaisa process hota hai. jisme user ka verification kisi khaas service ( jaise sim activated ) ke liye online kiya jata hai. Ye machine Aadhaar card best verifies solution hai. Paper check process kam ho jata hai. Our kaam online hota hai. is se kaam jaldi our behtar tarike se hota hai.
15 minute me kaise activated hogi Jio sim
Reliance Jio company dawara release kiye hoye statement ke acceding KYC machine jo ki server se connect hogi . wo apke Aadhaar card se lick apke fingerprint se verification biometric verification me apki Eyes ko bhi scene kiya ja sakta hai. jo Aadhaar card banwate time kiya gaya tha . ye Aadhaar card dada bass handle karne wali UIDIA ke data bass se mach kiya jayega our turnt Activision ho jayega .
Kaha- kaha hogi E-KYC machine
Reliance Jio 4G Sim Launching ke turnt baad ye machine sirf Mumbai our Delhi ke kuch center me hi lagai gaye hai. to Agar aap Delhi ya Mumbai me hai. To ho sakta hai. ki apko apna apna sim verification 15 minute me karne ka muka mile .Kya-kya benefits hoga. E-KYC se sabse banda benefits hoga sim activation me jis process ko 4 day tak ka time lag raha hai. wo 15 minute me ho jayega . dosra benefits hoga . ki apki Identifikasi ka jaha normal tarike se sim lene me apko kai document our photo lagegi wahi KYC se sirf Aadhaar card lagega .
Normal process se kaise activated hogi jio sim
Aaise activated karne ke liye apko sim card form bharna hoga sim milte hi teliverification call 180089011977 se aayega .is process me 4 ghante se 4 din tak ka time lag sakta hai.
Good article