Video dekhne ke liye sabse jayda istemaal hone wail website hai. Har din karodho user Youtube aate hai or apne pasnad ke video dekte hai. Lekin youtube par video dekhne me aap apna kafi data kharch kar dete hai. yadi aap bina data kharch kiye video dekhna chahte hai to hum apko batayge offline video dekhne ka tarika. apko bata de youtube ye service 2014 me Launch ki thi.
Jee ha aap youtube par offline video dekh sakte hai ye kafi saral hai or apka data kharch hone se bhi bachata hai.
Iske liye aap ko apne phone me sabse phle youtube app download kare. Iske baad aap is app ko open kare. Ab jo video dekhna hai use open kare.ap video ko rok de.iske baad apko screen par video ke neeche download ka button nagar aayega. Us par click kare.
Uske baad mobile notification me jaakar dekhe . video download ho raha hai ya ho chuka hai. Ab app me left side menu par tab karna hoga.jaha apko offline ka option dikhai dega. Jispar click karte se hi aap apka offline download video dekh sakte.
Bahut badhiya Jankari Mila kyunki aasan bhasha mein sab kuchh samajh gaya