Kai smart phone our laptop chalne wale used yah suchte hai ki badi battery ho to battery jyada se jyada chalti hai to yah unka suchna bahut hi galt hai kiyuki kai baar hune kai user ko in smart phone our laptop ki battery ki problem kasamana karna padta hai our aaj hum aap logo ke liye kuch ise hi battery se Judi suni-sunai baate ke bare me batne jaa rahe ki kya hai yah suni-sunai baate.
Contents
Fast charging
Kai user patli halki battery wala smart phone hi lena chahte hai our Aaisa keval is liye ki battery jal;dise charge ki ja sake our battery ko jaldi charge karne ki kaim nai technology Qualcomm market me hai laya gaya hai har company Aaisi technology ka used karti kartiour use Turbo our Rapider ya phir fast naam de dete hai is technology ka used karne keliye battery ka bahut hi high quality ki hone chahiye our charge ko control karne ke liye ek Special security honi chahiye our ek Aaisa charger joki use cycle me charge ke Voltage ko control kar sake kai Flagship smart phone keval charge 3.0 ko hi sport karte karte hai our aapki battery jab acche se kaam kare gi jab waha full charge nahi hoti hai ya phir puri tahar se discharge nahi hoti hai.
Laptop ke always – on port
Aap sabhi ne kabhi na kabhi apne smart phone ko charge karneke liye apne laptop ke USB ka used to jarura kiya hoga na laptop porters phone charge karne ke liye 500 MAH Current dete hai jo ki bahut hi kam hota hai lekin kisi-kisi laptop me always –on port hote hai jiske barabar me choti-si light lagi hoti hai kuch always –on port jyada tar jaise 1 yah 1.5 A Current dete hai phir chahe laptop on hop ya on ho isse phone charge kiya jaa sakta hai.
Battery ki Capacity
Kisi bhi power ko MAH me mapa jata hai iska matlab ki ye power bank ki battery me charge karne ki kitni Capacity hai our yah 20 hajar ki MAH ke power bank me 10 hajar ki MAH ke power bank se dabal hogi lekin yah sab to battery ki quality par hi dipped karta hai.
Kisi bhi phone se phone charge karna
Agar kisi bhi tarah ki koi emergency aa jaye to Aaies me aap ye technology used kar sakte hai . our kais are smart phone me yah MAH ki technology ki service to de bhi gaye hai lekin is keliye aao ko apne phone me yah karna padega apne phone me acstara Extras battery ke liye USB OTG adapter lagaye our discharge phone ko uske sath charging wayer se connect kar se ek baar connect hone par aapko sell phone me dusre phone se charging hone ki process shuru ho jaye gi .