Baad me padhne ke liye pura web page save kiyu kare ?. kisi bhi website ko offline jinhe aap padhna chahte hai. lekin aap kisi kaam me vyat hai. yaa aap yatra karne wale ho our aap sabhi time ke liye online nahi rah sakte yaa fir aap Koch upyogi jaankaari ko save karke rakhna chahte hai. jo Emergency me kaam me aa sakti hai. to ese sabhi maamlo me ham baad me padhne k eliye in web page ko save karke rakhke chahne hai. to yah Kuch tarike hai.
Contents
Use save AS to save web pages on computer from your Browser
Yah apke PC me web page ko save karne ke liye sahi method hai. sirf browser ko open kare web page par jaye our file > save page As se web page ko save kare yaha Agar opne web page complete ka object chuna kisi folder me ise save kiya to is folder me images ke sath HTML flie our anye data ban jayega . is HTML file ko dabal click karke aap is web page ko open kar sakte hai.
Pocket yah ek Free seva hai. jo koi bhi lekha video yaa Koch save karne ke liye help karta hai. is me aap seedhe apne browser se yaa Twitter jaise App se Kuch bhi save kar skate hai. is ke liye ceval aap ko pocket me ek Account ki jarurat hai. our fir aap ko jab bhi time mile aap web se Kuch bhi apne PC me save kar sakte hai. baad me aap pocket ke web App ko access karke in web pages ko padh sakte hai. is ke Alawa aap pocket App ko phone yaa tablet me bhi Access kar sakte hai. our is ke liye apko internet ki jarurat bhi nahi rahe gee.
Instapaper
Instapaper yah web page our lekha ko save karke baad me padhne ke liye sabse Aasan tarika hai. is me kahi bhi Koch bhi Aachi tarah se format data I phone ipad , Android computer yaa Kindle par save kar sakte hai.
Aap ko to bas instapaper bookmarket ko apke browser ke bookmark baar me dreg karke install karna hai. fir aap ko jab bhi Koch bhi mile jab bhi waqt mile tab padhe
Instapaper apko baad me padhne ke liye web page ko save karne ke liye Bookmarklet pradan karta hai. is me aap save kiye site ke lick apke computer ke browser me yaa iphone par dekh sakte hai. yah apko web page offline dekhne ki bhi suwidha ke sath RSS bhi pradan karta hai.
complete webpages AS PDF
Ham web page ko PDF ke roop me save karke unhe baad me padh sakte hai. is ke liye ham eek chote software do PDF ki jarurat hai. do PDF ko Install karne ke baad aap ko sirf print command deni hai. do PDF print ko select karna hai. fir save karne ke liye location select kare do PDF ke bare me Adhik jaankaari ke liye pehle ka lekha padhne ke liye yaha click kare .
बिना इंटरनेट गूगल मैप – How to Use Maps Offline Without Internet
offline होने के बाद भी कर सकते है यह काम
Sir ji aap bahut achi achi information shere karte hai