Aaj har vykati ke liye apni pehchn ID bahot hi jaruri ho gaye hai. Our ye Aadhaar card aaj kal har jagah Mangi jati hai Aaise me Agar apko koi bhi from bharna ho ya kisi bhi hotel me rahna ho ya gas ki subsidy leni ho har jagah ID bahut hi jaruri kar di gayi hai. Our ek ID to har jagaha mangne lag gaye hai. yo hai. apka Aadhaar card Agar useme kuch mistake hai. To apko nirash hona pad sakta hai. lekin Khabrane ki koi jarurat nahi our uska solution Hai.
Aaise me agar apke Aadhaar card me apka naam,Birthday Date galat hai. to aap net par use 5 minute me thik kar sakte hai. our kaise thik kare ge ham aap ko batate hai.
Aadhar Card Mistake Ko kaise change kare
1. Sabse pehle apko apne browser me jakar Aadhaar card ki website ko kholna hai jaise htt://uidai.gov.in is me apka Aadhaar ka hai use kholna hai. is ke baad site ka Page open hoga our apka wahi par update your Aadhaar data likha huwa milega left site me Ab apko ise kholena hai. ise kholne ke baad apke samne bahut sare option aa jayege.
2. Our yahi par apko Apend data online likha huwa milega apko use kholna hai. wo page khulne par ek dusre page par chale jawoge waha nai page par to sumit your update / correction request online lika howa milega apko us link ko kholna hai.
3. Ab ye page open hone ke baad apko likha milega ki apna Aadhaar Card number dale apko usme apna Aadhaar number dalna hai. our waha niche hi apko text verify ke liye likhe hoye text ko dale ye hone ke baad apko OTP ke batten ko dabana hai.
4. Apne jo mobile number diya howa hai. Us ek OTP massage apke mobile par aayega use read kar apko use dalna hai. Niche ke box me ab ye dalne ke baad aap us website me log in ho Jayega.
5. Our log in hone ke baad apko data update request ko kholna hoga is me apko jo bhi change karna hai. aap kar sakte hai. uske baad apko kuch document dalnee hai. jo mangrakhe hoge . Is ke baad apko confirm ke batten ko Link karna hoga is ke BPO service provider wale option pe lick karna hai. Our is ke baad apko apna name change submit karna hai.
More Detail : https://eaadhaar.uidai.gov.in/
6. Uske baad apko append status par jakar apna Adhaar number dale. Apko ek information milegi ki apka Request le liye gaya hai. is ke baad upar se aap us ko sing out kar sakte hai. kuch din baad aap check kar skate hai. ki apka Adhar card name change huwa ki nahi .